Teri aaghosh main sir rakh kr jo so jaon kabhi
Kuchi neendoun main mujhe chhu k uthana na kabhi
Khawab main holay se muskra kr jo karwat badloun
Apne khawaboun k talsim se jagana na kabhi
Tere dil main jo kisi or ki chahat ubhray
Bhool kr bhi muyjhe yeh bat btana na kabhi
Yeh nahi kehti k her lamha mujhe yad rakho
Per hamesha k liye mujh ko bhulana na kabhi




