Sath rota tha mere sath hunsa krta tha
wohi ek tha jo mere dil main busa krta tha
Meri chahat ka talubgar tha woh is darjah
K woh musallay pe namazon main dua krta tha
Ik lamhay ka bhi bicharna gawara na tha ussay
Rotay rotay woh mujh se yehi kaha krta tha
Rog dil ko jo lga betha tha anjanay main
Meri aaghosh main marne ki dua krta tha
Baat kismat ki thi k door ho gye hum
Warna woh to mujhe taqdeer kaha krta tha