banner

Bechara Machar

Talwar bazi k muqable me 1 Chinese na bareek taar k 2 tukray kar diya

Japani ne urti hui Makhi ka sar qalam kar diya

Pakistani ne Machar uraya, Talwar ghumai or Machar phir bhi urta raha

Judge ne pocha, Machar to ur gaya

Pakistani : Haan urh tu gaya per salah kabhi Baap nahi baan sakay ga :)

 

Blogger news

Blogroll

video

leftwidget